Kisi bhi manushya ki safalta ya asafalta uske vyaktitva ki aham
bhomika hoti hai sabhi log samaj me safal hone ke liye apne
vyaktitva nikharna chahte hai unaka vyaktitva hi unki pehchan hoti
hai apne vyaktitva ke dum par hi vyakti aam logo me kuch khaas
nazar aata hai pratek vyakti jeevan me kuch khaas karna chahta hai
tatha kuch khaas banna chahta hai bazaar ki jarutat aura am aadmi
ki maang ko dhyaan me rakhkar yeh pustika prakashit ki gayi hai
bazaar me yeh apne dhang ki akeli pustak hai. Prastut pustak matra
30 din me sampurna vyaktitva vikas hetu saral evam aadhunik course
par aadharit avashya pathniye pustak hai, anek chitro se susajjit
yeh pustak aath bhago me vibhajit ki gayi hai prtek bhaag ko bhi
chote chote sambhago me baata gaya hai sabhi sambhaag apne aap me
purna hai pustak me udaharan evam case studies sahit baat ko saral
evam spashtha shabdo me samjhaya gaya hai prtek din ke liye ek
adhyay samanya vyakti ke samarthya evam samay anusaar likha gaya
hai. Yeh pustak vyaktitva vikas ke gur se otprot hai.
General
Is the information for this product incomplete, wrong or inappropriate?
Let us know about it.
Does this product have an incorrect or missing image?
Send us a new image.
Is this product missing categories?
Add more categories.
Review This Product
No reviews yet - be the first to create one!